Har Safar Mein Humsafar Har Safar Mein Humsafar
Movie: Kis Kisko Pyaar Karoon 2
Singer: Sonu Nigam
Lyricist: Vimal Kashyap
Advertisement
Remove AdsHindi
हर सफ़र में तू हमसफ़र चाहिए आँखें मेरी तेरी नज़र चाहिए तेरी धड़कन में मुझको घर चाहिए मन्नतों में तू उमर भर चाहिए
छीन लूँ तुझको दुनिया से मैं माँग लूँ रब से यारा तुझे होने दूँ ना कभी मैं जुदा तुझे
तुझसे है इश्क़ मुझको बेपनाह तुझसे है इश्क़ मुझको बेपनाह हर सफ़र में तू हमसफ़र चाहिए आँखें मेरी तेरी नज़र चाहिए
सौदा ये दिल का दिल से हमने कर लिया तुझे पाकर दूर सबसे ख़ुद को कर लिया चाहिए नुक़सान हो या हो नफ़ा करना था जो हमने कर लिया
ना किसी की करूँ परवाह मैं बहता रहूँ तेरी हवाओं में तू ही हर पल मेरी दुआओं में
तुझसे है इश्क़ मुझको बेपनाह तुझसे है इश्क़ मुझको बेपनाह हर सफ़र में तू हमसफ़र चाहिए आँखें मेरी तेरी नज़र चाहिए
English
Har safar mein tu humsafar chahiye Aankhein meri teri nazar chahiye Teri dhadkan mein mujhko ghar chahiye Mannaton mein tu umar bhar chahiye
Chheen loon tujhko duniya se main Maang loon rab se yaara tujhe Hone doon na kabhi main juda tujhe
Tujhse hai ishq mujhko bepanah Tujhse hai ishq mujhko bepanah Har safar mein tu humsafar chahiye Aankhein meri teri nazar chahiye
Sauda ye dil ka dil se humne kar liya Tujhe paake door sabse khud ko kar liya Chahiye nuksaan ho ya ho nafaa Karna tha jo humne kar liya
Na kisi ki karun parwaah main Behta rahun teri hawaaon mein Tuhi har pal meri duaaon mein
Tujhse hai ishq mujhko bepanah Tujhse hai ishq mujhko bepanah Har safar mein tu humsafar chahiye Aankhein meri teri nazar chahiye
Advertisement
Remove Ads