Mohabbat Ho Gayi Hai Mohabbat Ho Gayi Hai
Movie: Border 2
Singer: Sonu Nigam, Palak Muchhal
Lyricist: Javed Akhtar, Manoj Muntashir
Advertisement
Remove AdsHindi
चाँद शर्माने लगा जब हमने हाथों से छुआ आसमानों का शहर ले इश्क़ से रोशन हुआ
हो गए सजदे मुक़म्मल हो गई पूरी दुआ मेहरमाँ हम पे शायद ख़ुदा की क़ुदरत हो गई है
हमें जबसे मोहब्बत हो गई है ये दुनिया ख़ूबसूरत हो गई है हमें जबसे मोहब्बत हो गई है ये दुनिया ख़ूबसूरत हो गई है हमें जबसे मोहब्बत हो गई है
मैं खेतों में बनी पगडंडियों पर तुम्हारा हाथ थामे चल रहा हूँ है पिघला शाम के सूरज का सोना मगर मैं सिर्फ़ तुमको देखता हूँ नहीं छूटेगी अब जो तू वो आदत हो गई है
हमें जबसे मोहब्बत हो गई है ये दुनिया ख़ूबसूरत हो गई है हमें जबसे मोहब्बत हो गई है
ये सारे लोग बिल्कुल बेख़बर हैं मैं दिल ही दिल में सपने बुन रही हूँ ये सारे लोग बिल्कुल बेख़बर हैं मैं दिल ही दिल में सपने बुन रही हूँ
निगाहें जो तुम्हारी कह रही हैं मैं इन आँखों से वो सब सुन रही हूँ बड़ी प्यारी हमारे संग शरारत हो गई है
हमें जबसे मोहब्बत हो गई है ये दुनिया ख़ूबसूरत हो गई है हमें जबसे मोहब्बत हो गई है हो गई है..
बाजे रे बाजे शहनाई आई प्रेम की बेला आई नैन मिले जब साजन से तो सजनी हौले से शरमाई
बाजे रे बाजे शहनाई आई प्रेम की बेला आई चाँद चकोरी की ये जोड़ी रब ने अपने हाथ बनाई
बाजे रे बाजे शहनाई आई प्रेम की बेला आई नैन मिले जब साजन से तो सजनी हौले से शरमाई
बाजे रे बाजे शहनाई आई प्रेम की बेला आई चाँद चकोरी की ये जोड़ी रब ने अपने हाथ बनाई
हमें जबसे मोहब्बत हो गई है..
English
Chaand sharmaane laga Jab humne haathon se chhua Aasmaano ka shehar Le ishq se roshan hua
Ho gaye sajde muqammal Ho gayi poori dua Meherbaan hum pe shayad Khuda ki kudrat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai Yeh duniya khoobsurat ho gayi hai Humein jabse mohabbat ho gayi hai Yeh duniya khoobsurat ho gayi hai Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Main kheton mein bani pagdandiyo par Tumhara haath thaame chal raha hoon Hai pighla shaam ke sooraj ka sona Magar main sirf tumko dekhta hoon Nahi chhutegi ab jo Tu woh aadat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai Yeh duniya khoobsurat ho gayi hai Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Yeh saare log bilkul bekhabar hai Main dil hi dil mein sapne bun rahi hoon Yeh saare log bilkul bekhabar hai Main dil hi dil mein sapne bun rahi hoon
Nigahein jo tumhari kеh rahi hai Main in aankhon se woh sab sun rahi hoon Badi pyaari humare sang shararat ho gayi hai
Humein jabsе mohabbat ho gayi hai Yeh duniya khoobsurat ho gayi hai Humein jabse mohabbat ho gayi hai Ho gayi hai..
Baaje re baaje shehnaayi Aayi prem ki bela aayi Nain mile jab saajan se toh Sajni haule se sharmaayi
Baaje re baaje shehnaayi Aayi prem ki bela aayi Chaand chakori ki yeh jodi Rab ne apne haath banaayi
Baaje re baaje shehnaayi Aayi prem ki bela aayi Nain mile jab saajan se toh Sajni haule se sharmaayi
Baaje re baaje shehnaayi Aayi prem ki bela aayi Chaand chakori ki yeh jodi Rab ne apne haath banaayi
Humein jabse mohabbat ho gayi hai..
Advertisement
Remove Ads