L
iLyricsLab Movie Songs
Poster for Aag Ke Sholay (1988)

Main Ka Karu Bhagwan Main Ka Karu Bhagwan

Movie: Aag Ke Sholay (1988)

Singer: Vijayata Pandit

Lyricist: Khalid

Advertisement

Remove Ads

Hindi

मैं क्या करूँ भगवान मेरा बालम बेवड़ा हैं मैं तो हो गई परेशान मेरा बालम बेवड़ा हैं

जब सो जाए मंदिर बेवड़ा बोतल की पूजा करे हाय बोतल की पूजा करे खतरे में हैं ईमान मेरा बालम बेवड़ा हैं मैं क्या करूँ भगवान मेरा बालम बेवड़ा हैं

जैसे होवे शाम मेरे बेवड़े की घंटी बजे हाय बेवड़े की घंटी बजे बोतल है इसकी जान मेरा बालम बेवड़ा हैं मैं क्या करूँ भगवान मेरा बालम बेवड़ा हैं

अरे सब तो सीधी चाल चले पर बेवड़ा डगमग डोले हाय बेवड़ा डगमग डोले पी गया ये पूरी दुकान मेरा बलम बेवड़ा हैं मैं क्या करूँ भगवान मेरा बालम बेवड़ा हैं

सबके घर में बच्चे खेले मेरा आंगन सूना हैं हाय मेरा आंगन सूना हैं अब कैसे हो संतान मेरा बालम बेवड़ा हैं मैं क्या करूँ भगवान मेरा बालम बेवड़ा हैं

English

Main ka karu bhagwan Mera balam bewada hain Main ka karu bhagwan Mera balam bewada hain Mera balam bewada hain Mera balam bewada hain Main to ho gayi pareshan Mera balam bewada hain Main to ho gayi pareshan Mera balam bewada hain

Jab so jaye mandir Bewada botal ki pooja kare Haye botal ki pooja kare Jab so jaye mandir Bewada botal ki pooja kare Haye botal ki pooja kare Khatre mein hain iman Mera balam bewada hain Khatre mein hain iman Mera balam bewada hain Main ka karu bhagwan Mera balam bewada hain

Jaise hove sham mere Bewade ki ghanti baze Haye bewade ki ghanti baze Jaise hove sham mere Bewade ki ghanti baze Haye bewade ki ghanti baze Botal hai iski jaan Mera balam bewada hain Botal hai iski jaan Mera balam bewada hain Main ka karu bhagwan Mera balam bewada hain

Arey sab to sidhi chaal chale par Bewada dagmag dole haye Bewada dagmag dole Arey sab to sidhi chaal chale par Bewada dagmag dole haye Bewada dagmag dole Pee gaya ye puri dukan Mera balam bewada hain Pee gaya ye puri dukan Mera balam bewada hain Main ka karu bhagwan Mera balam bewada hain

Sabke ghar mein bachche khele Mera aangan suna hain Haye mera aangan suna hain Sabke ghar mein bache khele Mera aangan suna hain Haye mera aangan suna hain Ab kaise ho santan Mera balam bewada hain Ab kaise ho santan Mera balam bewada hain Main ka karu bhagwan Mera balam bewada hain Main ka karu bhagwan Mera balam bewada hain.

Advertisement

Remove Ads